Skip to main content

Posts

Showing posts with the label 20s

Unlearning and relearning

Sometimes, it is all good but you just feel a little tired and overwhelmed when your life has so much to teach.  Mujh pe mujhse jyada auron ko bharosa tha ki main career mein kuch to kar hi lungi. Main unke bharose pe kitni khari utari ye pta nahin, but mujhe sirf ek baat par gurur tha ki maine life mein dost bahut badia bnayein hain.  Literally, kabhi koi aisa dost raha hi ni jis ne long term wala dil dukhaya ho. But, kabhi ni lga tha ki life mein kabhi naye sire se dosti krna seekhna padega. That the world actually doesn't revolve around you and no one owes you to think about you ya wo parewah krein how you may feel.  Aadha time bharosa ni hota tha kyunki purane wale dost bahut badia the and ab bas badia se kaam ni chal pata. Fir finally wapis se dost bnana sikhe to pta chala logon ki parakh sach mein kachi hai, wo to kismat achi thi pehle log badia mile.  Ek saal se main bade confindence se bolti thi, I don't make friends at work. Aaj Bhai ne bola ki office mein dost ni coll